Type Here to Get Search Results !

Internet Speed Kaise Badaye Killer Tips - कंप्यूटर And मोबाइल की speed कैसे बडाये !

anroid mobile phone me internet speed ko kaise badaye full guide



     

                   Hii dosto humne computer ko kaise fast kare isaki jankari aapko pehle post me di hai ab is topic me batayege ki kaise android mobile ki speed badaye internet ke liye.ha dosto ab aise bhi apps aa gaye hai jinake help ke jariye hum mobile ke internet ke speed ko bada sakte hai.kuch aise apps bhi banaye gaye hai jinake help se hum internet ko or bhi jada fast tarike se use kar sakte hai .aap 2g internet pack daloge to ye apps ke jariye aap 3g internet ki tarah aapke internet ke pack ko use kar sakege.jisse aapki internet ki speed double ho jayegi.



              Jab aap koi video download kar rahe hote hai to itana slow chalata hai internet ki hamara sara vakta us ek hi video ko download karne me chala jata hai isliye aj mai aapko uin 3 apps ke bareme batane vala hu jisake jariye aap mobile ke internet ke speed ko fast kar sakte hai. 



In apps ki khasiyat ye hai ki ye bahut hi fast kaam karate hai .chahe aapka mobile phone booting kiya vala ho ya nahi kiya hao or mai to ek baat batana bhool hi gaya jab hum mobile ko booting karte hai to hamare internet ki speed me kuch badan hoti ha imager mai aapko bata du ki in apps ko download kare chahe aapka mobile booting kiya ho ya nahi kiya ho.


anroid phone ki speed kaise badaye full guide



    Ager aap blogging karte hai or aapko net ki koi problems aa rahi hai to aapko ye apps jaroor download karna chaiye jisse aapko blogging ki study karneme time waist na ho.isliye maine socha ki aapko bhi is trick ke barem bata du maine bhi ye 3 apps ko use karke dekha hai bahut hi badiya work karte hai.to chaliye jada baat na karte un 3 apps ki name jaan lete hai.

1.       Open signal
mobile phone ki internet speed kaise badaye.


 Is apps ki ye khasiyat hai ki aap is apps ko jab bhi open karege to job hi wifi ke network hai   une najdeek khichne ki koshish karta hai or jis network me jada power hai usi network ko judane ka kaam ye apps karta hai aap jitane wifi signal ya mobile signal ke aaspass rahoge ya door rahoge ye apps ke jariye aapko jisame jada power hai usi network catch karta hai or mobile internet fast chalta hai.is apps me ek map bhi hoga jo batayega ki wifi ka network aapse kitane duri per hai or wifi ke jaisi range ayegi is open signal me so ager aap wifi use karte hai to aapko ye apps ka use karke jaroor dekhna chaiye.




2.        internet speed booster
mobile ke internet speed ko kaise badaye.




internet speed booster ek khas apps hai isaki company ka dava hai ki  is apps ke jariye hum 80 %  internet ki speed bada sakte ha imager mai aapse kahuga itani speed to nahi badegi mager 40% jaroor aap internet ki speed ko boost kar sakoge.chahe aapka android phone bosting kiya huva ho ya nahi bhi ho tois apps me 2 option hote hai ager aap net chala rahe hai to or is apps ko open karte vakt aapse pucha jayega ki aapka mobile boost kiya huva hai ya nahi ager kiya hai to yes kare nahi kiay hai to no kare or boosting kya hai ye aapko pata nahi hai to  i don’t mind  per click kare or internet ka fast maza le.


 Internet  Speed Kaise Badaye Killer Tips - कंप्यूटर And मोबाइल की speed कैसे बडाये !


3.       internet booster
mobile phone ke speed ko kaise fast kare.


             ye apps bhin uper ki apps ki tarah hi hai jisake jariye hum android mobile ke speed ko boost kar sakte hai  or internet ki speed ko fast bna sakte hai.is apps ki ek khasiyat hai ki apka mobile  root  kiya huva hai y7a nahi hai ager nahi hai to koi baat nahi ye apss mobile ke root ke bagair hi internet ki speed ko badata hai  jisse aap mobile phone me fast or simple tarike se internet use kar sakoge.

                                            -4.  Speedtest.net

                               Is apps ki ye khasiyat hai ki aapko ager aapke internet ki speed pata karna hai ki hamar mobile kitane speed me internet ko accsess karta hai  or is apps ke jariye aap uploading or downloading fast tarike se kar sakte hai.jisse aap koi bhi apps download kar rahe ho to aapko downloading me koi bhi problems nahi ayegi or aap internet ko fast use kar sakoge.
                            5.aap job hi browser internet ka use karne ke liye karte hai us browser me job hi history hoti hai use delet kar de aapko mai ek

extra trick de raha hu jisse aapka mobile bhi hang nahi hoga or aapke mobile ki speed bhi badi rahegi or ek trick ke bareme batana chahuga aap logo ko ki aapke mobile phone me job hi bekar ke applications hai jise aap use nahi karte hai une uninstall kar de.kyuki aap jis apps ka use nahi karte hai vo apps mobile me junk file taiyaar kate hai jisse hamar mobile hang hota hai or internet ki speed bhi kam ho jati hai isliye aapko 360 security antivirus ka use karna chaiye aapke mobile me jisse kya hoga ki kisibhi apps me virus hoga to ye 360 security aapko batayega ki aapke mobile ye apps me virus hai.




          Mobile fhone me jada video song na rakhe jisse moibile hang hota hai or aisa virus ban jata hai jisse mobile hanag hote hote band gir jata hai or fir hame mobile ko software marne ki jaroorat padti hai isliye aapke fhone memry ko half  emty  hi rehne de.

       So dosto kaisi lagi aapko ye jankari ager acchi lagi ho to aap hamare site ko subscribe jaroor kare ,like box me like jaroor kare or aapke job hi dost hai unko is site ke bareme bataye or ager trick acchi lagi ho to share karna na bhule hamara promotion aap logo per hi defend hai isliye thank you for read my tutorial.


Tag:

Internet boosting,
Computer boosting ,
Mobile phone boosting,
Internet ki online jankari,
Make mone,
Blogging,
Html ,css, language janakri,
In sabhi ki jankari aapko is site per mil jayegi.


    Thank for read my tutorial........